Home Health and Beauty Bhang Ke Fayde: Dast, Khansi aur Gathiya Mai Faydemand

Bhang Ke Fayde: Dast, Khansi aur Gathiya Mai Faydemand

by anu

Kya aap jante hai bhang ka prayog nasha lene ke sath-sath dama, gathiya, bukhar aadi ko dur karne mai bhi kiya jata hai. Yaha jane aur bhi Bhang Ke Fayde.

Aksar log bhang ko masti aur nashe ke liye upyog karte hai. Lekin kya aap jante hai ki yeh nasha karne wala podha kai prakar ke aushdhiya guno se bharpur hota hai? Bhang ke podhe mai cannabinol namak chemical paya jata hai jo ki cough nashak aur pittakopak hota hai. Shayad aap nahi jante honge ki bhang ke mada podhe mai sthit manjariyo se nikle raal se ganja prapt kiya jata hai.

Bhang hare rang ka hota hai aur iska swad tikha aur feeka hota hai. Iske patte neem ke patte ke saman lambe aur kanguredar hote hai.  Bhang garm tasir ka hota hai. Iska sevan karne se hamare sharir ki pachan shakti badhti hai, gale ki aavaj saaf hoti hai, neend adhik aati hi sath hi yeh manushyo ki sexual power ko badhane mai bhi madad karta hai. Iske alava yeh bulgum, vaat aur cough ko nasht karne mai bhi hamari madad karta hai.

Iske alava bhang ka prayog kai prakar ke rogo jaise dast, gathiya, malaria aur masik dharm mai kasht aadi ko bhi dur karne mai kiya jata hai. Iske aur bhi fayde janne ke liye yaha padhiye Bhang Ke Fayde aur rahe swasth.

  1. Bhang ko pehle pees kar churn bana le fir 124 miligram churn ke sath sounf ke 4 se 6 bund ras ko din mai 2 bar lene se tej amatisar dur ho jat ahai.
  2. Bhang ke 100 miligram churn mai 50 miligram post dane ka churna milakar subah aur sham khane se dast ke sath aanv panda band ho jate hai.
  3. Iske alava siki hui bhang ke 125 miligram churn ko din mai 2 bar shahad ke sath lene se dast aur amatisar mai rahat milti hai.

 

Kaan Ka Dard Thik Kare Bhang

Kaan ke dard ko dur karne mai bhang nimn prakar se sahayak hota hai.

  1. Yadi kisi ke kaan mai keeda chala gaya hai to bhang ke 8 se 10 bund ras ko kaan mai dalne se keeda mar jata hai aur peeda dur ho jati hai.
  2. Kaan ke dard ko dur karne ke liye bhang ko piskar meethe tel mai acchi tarah se paka le aur ise chaankar kan mai dale. Aesa karne se kaan ke kisi bhi prakar ke dard ko dur kiya ja sakta hai.
  3. Bhang ke patto ke ras ko rui ki sahayata se bhigoy aur kaan mai bhang ki kuch bunde dalne se dard se nijad milti hai.

Dama Mai Faydemand Bhang

  1. Dama ko dur karne ke liye 125 miligram siki hui bhang ko 2 miligram kalimirch aur 2 gram mishree ke sath milakar khane se dama rog mai aaram milta hai.
  2. Bhang ka dhuna pine se dama rog mai laabh milta hai.
  3. Iske alava bhang ko pehle ghee mai bhun le fir ise kalimirch aur mishree ke sath milakar pees le. Iss prakar bane churn ko rojana khane se dama aur dhanustambh rog dur ho jata hai.

 

Bhang Ke Fayde: Anya Fayde Inhe Bhi Padhe

  1. Bhang ke beej ke tel ki malish karne se gathiya rog thik ho jata hai.
  2. Bhang ke patto ko barik piskar sunghne se mastak ki peeda dur ho jati hai.
  3. Khansi ko dur karne ke liye bhang se bane gaanje ka sevan karne se khansi aur dama jaise rogo mai aaram milta hai.
  4. Mirch ka churna aur bhang ko barabar matra mai milakar gud ke sath aadha gram le. Isse pet ke dard mai aaram milta hai.
  5. Bhang aur kakadi ki magaj ko pani mai piskar aur chankar thandai ki tarah rogi ko pilane se peshab mai jalan ko mitaya ja sakta hai.
  6. Yadi kisi ko nind naa aane ki bimari hai to bhang ke tel ko pairo ke talve par lagakar malish kare aur aachi nind le.
  7. Bhang ke patte ke churna ko ghav aur jakhm par lagane se ghav jaldi bhar jate hai.
  8. 25 gram pisi hui bhang ko dudh ya pani ke sath subah aur sham lene se nind dur hoti hai aur sar ka dard bhi khatam ho jata hai.
  9. Mahilao ka viryapat adhik der tak na hone dene ke liye bhang bahut hi upyogi hota hai. Yeh virya ko sukhata hai aur nasha lane ka kam bhi karta hai.
  10. Bukhar ko dur karne ke liye bhang ko gud ke sath milakar goliya bana le. Fir sardi ka bukhar dur karne ke liye 1 se 2 goliya dene se bukhar thik ho jata hai.

Upar aapne jana Bhang Ke Fayde. Yadi aap bhi upar diye gaye rogo aur pareshaniyo se grasit hai to bhang ka sevan kare aur rahe bimariyo se dur. Inn upayo ko ajmane se pehle chikitsak ki salah jarur lele.

Related Articles

Leave a Comment

This website uses cookies to improve your experience. We'll assume you're ok with this, but you can opt-out if you wish. Accept

xxx indian teen dotporn.tv pornhub indian bhabhi
malvika sharma hot bigztube.mobi xwwwx
papremyo iwantmoreteleserye.com ang probinsyano april 18 2022 full episode
افلام سكس نانسي عجرم com-porno.com سكس يابانى عنيف
سكس فلح porniandr.net سكسالمانى
www indianxxxx com judaporn.com kajal agarwal blue film videos
بزاز اختى freetube18x.com نيك مخنسين
indian aunty naked blueporn.mobi pela peli ka video
شيخ ينيك muarab.net افلام سكس عربى قديمه
www.video9 nuporn.mobi telugu aunty x videos
sensei to boku nhentai mirhentai.com potter hentai
kamsutra indian video porndorn.info xvideo anty
tamilsexvdeos ultraporn.mobi www.bangali sex.com
xnxx priya fuckable.mobi indian bus xvideo
sexhot.com indianxtubes.com xnxx usa
QuantumAI français